DC vs SRH Playing 11: Today Match Pitch Report, Winning Prediction, Stadium Weather

Summary: Indian Premier League (IPL) ka ek aur blockbuster match aane wala hai, jisme Delhi Capitals (DC) aur Sunrisers Hyderabad (SRH) ki takkar hogi. ACA-VDCA Cricket Stadium ki pitch batting-friendly hai, toh fans ko chhakkon-chaukko ki baarish dekhne ko mil sakti hai! SRH ke explosive batters Travis Head aur Heinrich Klaasen DC ke experienced bowlers Mitchell Starc aur Kuldeep Yadav ko test karenge. Dono teams ka squad kaafi balanced hai, toh toss aur pitch kaafi crucial role play karegi. Weather bhi clear hai, toh tayyar ho jaiye ek high-voltage cricket battle ke liye!
DC vs SRH match prediction
DC vs SRH match prediction
Picture of Sachin

Sachin

Modified: March 30, 2025

Indian Premier League (IPL) ke ek aur dhamakedar match me Delhi Capitals (DC) aur Sunrisers Hyderabad (SRH) aamne saamne hone wale hain. Fans ke liye yeh match kaafi exciting hoga kyunki dono teams achha perform kar rahi hain. Chaliye jaante hain DC vs SRH Playing 11: Today Match Pitch Report, Winning Prediction, Stadium Weather ka pura analysis.

Match Details

  • Match: Delhi Capitals vs Sunrisers Hyderabad
  • Date & Time: 30-March-2025, 03:30 P.M.
  • Venue: ACA-VDCA Cricket Stadium

Today’s Match Pitch Report

Is stadium ki pitch report kaafi crucial hone wali hai. Yeh pitch batting-friendly hai toh fans ko ek high-scoring match dekhne ko milega. Aaj iss pitch pr dono teams ke players ek acha score bnate hue dikh sakte hai.

  • Batting-friendly pitch: 240+ ka score expect kiya ja sakta hai.

DC vs SRH Playing 11 (Probable)

Delhi Capitals (DC) aur Sunrisers Hyderabad (SRH) ke probable Playing 11 me kuch strong players shamil hain jo match ka flow decide kar sakte hain. SRH ki team me Travis Head, Abhishek Sharma, Ishan Kishan, Nitish Kuman Reddy aur Heinrich Klaasen jaise reliable batters hain, jabki bowling me Pat Cummins (c), Mohammed Shami aur Harshal Patel ka impact ho sakta hai. Wahi DC ki batting lineup me Jake Fraser-McGurk, Abishek Porel, KL Rahul, Axar Patel aur Ashutosh Sharma jaise explosive players hain, jabki bowling department me Kuldeep Yadav aur Mitchell Starc ka opposition ko trouble kar sakte hain. Yeh mukabla batting vs bowling ka hoga, jisme toss ka bhi bada role hoga!

Delhi Capitals (DC) Playing 11:Sunrisers Hyderabad (SRH) Playing 11:
1. Jake Fraser-McGurk1. Travis Head
2. Faf du Plessis2. Abhishek Sharma
3. Abishek Porel (wk)3. Ishan Kishan
4. KL Rahul4. Nitish Kumar Reddy
5. Axar Patel (c)5. Heinrich Klaasen (wk)
6. Tristan Stubbs6. Aniket Verma
7. Ashutosh Sharma7. Abhinav Manohar
8. Vipraj Nigam8. Pat Cummins (c)
9. Mitchell Starc9. Harshal Patel
10. Kuldeep Yadav10. Mohammed Shami
11. Mohit Sharma11. Simarjeet Singh
Impact Player: Mukesh KumarImpact Player: Adam Zampa

Dono Team Ke Players Ka Batting Analysis

Delhi Capitals (DC) aur Sunrisers Hyderabad (SRH) ke batting lineup me experienced aur explosive players shamil hain. Wahi, SRH ke pass dependable batsmen hain jo innings ko anchor kar sakte hain. DC ka batting unit balanced hai, lekin SRH ke pass power-hitters aur consistent performers ka mix hai, jo unko ek slight edge de sakta hai. Aayiye jante hai dono teams ke players Statistics.

PLAYER NAMESTATISTICSVALUE
1. Travis Head (SRH)Total Runs
Highest Score
50s/100s
800+
102
6/1
2. Abhishek Sharma (SRH)Total Runs
Highest Score
50s/100s
1406
75
7/0
3. Ishan Kishan (SRH)Total Runs
Highest Score
50s/100s
2750
106
16/1
4. Nitish Kumar (SRH)Total Runs
Highest Score
50s/100s
303
76
2/0
5. Jake Fraser-McGurk (DC)Total Runs
Highest Score
50s/100s
331
84
4/0
6. KL Rahul (DC)Total Runs
Highest Score
50s/100s
4683
132
39/4
7. Axar Patel (DC)Total Runs
Highest Score
50s/100s
1675
66
3/0
8. Ashutosh Sharma (DC)Total Runs
Highest Score
50s/100s
189
66
0/0

Dono Team Ke Players Ka Bowling Analysis

Delhi Capitals (DC) aur Sunrisers Hyderabad (SRH) ke bowling attacks kaafi strong hain. DC ke pass wicket-taking bowlers hain jo pace aur spin dono me impact dal sakte hain. SRH ke bowling unit me deadly pacers hain jo powerplay aur death overs me game badal sakte hain. SRH ka bowling attack experience aur raw pace ka perfect combination hai, jabki DC ke pass variety aur control hai. Yeh battle bowlers ke liye bhi utna hi exciting hoga jitna batsmen ke liye!

PLAYER NAMESTATISTICSVALUE
1. Mitchell StarcMatch Played
Total Wickets Taken
Economy Rate
42
54
8.27
2. Kuldeep YadavMatch Played
Total Wickets Taken
Economy Rate
113
181
4.99
3. Mohit SharmaMatch Played
Total Wickets Taken
Economy Rate
113
132
8.69
4. Pat CumminsMatch Played
Total Wickets Taken
Economy Rate
67
294
2.91
5. Mohammed ShamiMatch Played
Total Wickets Taken
Economy Rate
112
129
8.49
6. Harshal PatelMatch Played
Total Wickets Taken
Economy Rate
108
138
8.77

DC vs SRH COMBINED 11 For Dream 11 or other Fantasy Games

Dream 11 team

Wicket-Keepers:

  • Ishan Kishan (wk)
  • Heinrich Klaasen (wk)

Batters:

  • Travis Head
  • Ashutosh Sharma

All-Rounders:

  • Axar Patel
  • Abhishek Sharma
  • Nitish Kumar Reddy

Bowlers:

  • Kuldeep Yadav
  • Mitchell Starc
  • Pat Cummins
  • Mohammed Shami

Winning Prediction: Kaun Jeet Sakta Hai?

Agar team performances dekhein toh dono teams kaafi strong dikh rahi hain. Delhi Capitals ka batting unit kaafi experienced hai, jabki Sunrisers Hyderabad ke pass ek solid bowling attack hai.

  • SRH ka batting attack deadly hai Travis Head, Abhishek Sharma, Ishan Kishan, Nitish Kuman Reddy aur Heinrich Klaasen ke saath.
  • DC ke pass bhi ek strong batting lineup hai Jake Fraser-McGurk, Abishek Porel, KL Rahul, Axar Patel (c) aur Ashutosh Sharma.
  • Dono hi teams ke pass ache bowler bhi h jese DC ke pass Mitchell Starc, Kuldeep Yadav aur Mohit Sharma hai aur dusri taraf SRH ke pass bhi Pat Cummins (c), Mohammed Shami aur Harshal Patel hai.
  • Dono Team ke pass ache players hai jo ek dusre ko head-to-head takar denge.

Overall, yeh ek 50-50 contest ho sakta hai lekin pitch aur toss ka bhi bahut bada impact hoga match ke outcome par.

Stadium Weather Report

Aaj ke match ka mausam bhi kaafi important factor hoga. Barish ka asar ya excessive heat players ko impact kar sakti hai.

  • Temperature: 28-32°C ke beech expect kiya ja sakta hai.
  • Humidity: 50-60% tak reh sakti hai.
  • Rain Chances: Agar barish hoti hai toh DLS method ka asar pad sakta hai.

Conclusion

Aaj ka match kaafi thrilling hone wala hai jisme DC vs SRH ke players ek dusre ke aamne samne honge aur yeh pitch batting friendly hai to fans ko ek high scoring match dekhne kon mil skta hai . Toss jeetne wali team pehle batting ya bowling ka decision le sakti hai jo match ke outcome ko define karega. Fans ke liye ek high-voltage cricket match tayar hai!

Picture of Sachin

Sachin